Tooty Bud Ish gitting shmarter and shmarter in shair-o shaiyari. sho here ish a lubly shair fo u all.
Yeh guppistaan saaray bantay nahi insaan
kiyn ke yeh sub hain bohat parayshaan
yeh rehtay hain pakistan
saray khatay hain kabaab naan
internet hai in sub ki jaan
phir khaatay hain aik dusray ka kaan
in sub ki hai candy ki aik bohat bari dukaan
phir bhi yeh saaray bantay nahi hewaan
aur kha jaatay hain saaro ki jaan:mad:
Yeh guppies kiouN bantay nahi insaan
kiyon ke sub hain bohat parayshaan
yeh rehtay hain apnaY watan maiN pakistan
saaray khatay hain har roz hee kabaab naan
internet pe aana jaanaa hai sub ki jaan
aur phir khaatay hain aik dusray kaY kaan
in sub ki hai candy ki EXTRA bari dukaan
phir bhi yeh saaray bantay haiN hewaan
aur kha jaatay hain hum maasoomoN ki jaan