tootey paRooN k zakham be un ko dekha dee'ay

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

bari mushkil se hota hia chamaN maiN** deeda war** paida..:)
[/QUOTE]
deedawar naheeN Anwaar naam hai mera
sub kee khabar rakhtaa hooN GulouN kay saath hai Deraa :D

:hehe:
koi haal nahi ap ka :stuck_out_tongue:

Nice :k:

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

sooch lain Wg abhi bata day kia k KAB huwa ;)
[/QUOTE]

jee bata dijeay :D

Haal kee kisay parwa, hum future kee soch rahay hain. :stuck_out_tongue:

Gul Khan, Gul Hameed aapkay paas Deraa jamaye huay hain :hehe: