toota zaroor hoga bicharne ka baad woh

***toota zaroor hoga bicharne ka baad woh
tarpa zaroor hoga bicharne ke baad woh

kehta nahi kisi se magar jaante hain hum
roya zaroor hoga bicharne ke baad woh

pheila ke apne gird tasaveer aur khatoot
bikhra zaroor hoga bicharne ke baad who..***