Toofan aa gaya......

***Assalam o alaikum

hope ke aap sab bilkul teek hongey… farz karo aik kishti main tm ke saare members sawar hai or achanat
toofan aa jaye.. or teen members ka wazan ki****i par ziada ho jaye to aap kis kis ko kishti se dhakka

dengey…

NOTE :- … its just for fun … plzzzz aap log isey serious mat ley***

Re: Toofan aa gaya…

Toofaani raat mein, us kashti mein se mein sab se pehle aap ko dhakka doongi :@:

Baaqi do ka sochna parega :hmmm:

Re: Toofan aa gaya…

:hmmm:

Re: Toofan aa gaya…

w.salam ummm :konfused:

Re: Toofan aa gaya......

Main kishti say chalag laga ke to rassi pakar loon ga...eik kum ho gaya na...baki do aap figure out kar lo

Re: Toofan aa gaya…

Main kashti se chalaang laga kar apne aap ko Khuda… Khuda ke Rasool aur Maula Mushkil Kusha dein sapurd kurdoonga… Jino Maula na marrey oh kadee naheen Mar saktha! :jhanda:

Re: Toofan aa gaya......

**ham laaye haiN toofaan se kashtii nikaal ke
is BOAT ko rakhnaa mere saathii sambhaal ke

maiN to sab ko hii giraa duuNgaa paanii meN aur Khaali kashtii le jaauuNgaa nikaal ke :D**

Re: Toofan aa gaya…

Saleem Raza sang a famous song originally which was hum Laye hain toofan se kashti sambhaal ke is mulk ko rakhna mere bacho sambhal ke.

I used to love that song… too bad we really need more people with that spirit today :jhanda:

Re: Toofan aa gaya…

**yep…there was this gaanaa by Rafi…

ham laaye haiN toofaan se kashtii nikaal ke
is desh ko rakhnaa, mere bachcho! sambhaal ke :)**

Re: Toofan aa gaya…

I believe both countries made use of the same song… :omg:

Raafi and Raza had very simmilar voices.

But personally I think Rafi was a better playback singer and Raza was the better stage performer… at least in my opinion. :slight_smile:

Re: Toofan aa gaya......

aisha doosre forums k thread copy paste krna buri baat hoti hai ... :@:

Re: Toofan aa gaya…

u meaaannnnniiiiiiieeeeeee .. :rotfl:

Re: Toofan aa gaya…

vahaaaaaaaaa
Faris Udeeen kia kahny ap ke
vasy ap ne belkol sach kah he hum sab ko
***God OR HOLy PROPHet (saw.)
***pr belive karna chy
GOD BLESS U.

Re: Toofan aa gaya......

Very BADDD Khalil khaan
Very bad
ap to pher Selfish insaan ka Rool play kary gy asa kar kar


Re: Toofan aa gaya......

*sarmad786
m ni kist Forum ki copy nahi ki
understand
ye m ni kud se topic akazzz kia he
baaz ookaat jasa hm logo ki sochy apsaam m mil jaty he
hmy nahi pata chalta

*

Re: Toofan aa gaya…

:konfused:…didnt get it…??

Re: Toofan aa gaya…

understood :crying:

Re: Toofan aa gaya…

:wsalam: jiti rahien khush rahien
mai kesi ko dhaakka nai de sakta :bummer:

Re: Toofan aa gaya......

where how whn.......oh this is just a joke.....haha

Re: Toofan aa gaya......

kia Toofaan Express aa gaii? :D