Today's Last "Zardari Ka Halaf-Nama"

Zardari Ka Halaf-Nama

Sheeri Rehman Meri Jaan Hy

Ye Pakstan Ki Aan Hy

Me Apna Farz Nibhaonga

Mulk Ko Nuqsaan Pohnchaonga

Zardari mera Naam Hy

Gaddari Mera Kaam Hy …

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

kehte hain jiski jitni burai karo, uske utne gunah dhulte hain… Zardari ko to roz ik Haj ka sawab milta hoga :cb:

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

Haha… True… hum ny konsa burayi ki.. hum to us ki khoobiyan byan karty hain

Re: Today's Last "Zardari Ka Halaf-Nama"

wo to uss masoom ke dil se poocho :@:

Re: Today's Last "Zardari Ka Halaf-Nama"

kitna khush hota ho ga apni tareefain parh and sun k :@:

Re: Today's Last "Zardari Ka Halaf-Nama"

Zardari ki wo movie dekhi hai, jis main usne Waheed Murad ke bachpan ka role play kia tha

Re: Today's Last "Zardari Ka Halaf-Nama"

Nahi... per ub dekhna chahoon gi :@:

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

Asif Zardari as a child star - YouTube

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

:omg: Ghar chalo meri amee abba tumhain tumhary ghar puhncha dain gy :rotfl:

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

bachpan se hi khidmat khalq ka shoq tha

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

:hehe:

main ny kardi PA main post :omg:

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

:eek: Ali will move it here

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

:omg: aap ny kaha tha

Sara Ilzam apky ser :sunnyboy:

Re: Today’s Last “Zardari Ka Halaf-Nama”

:omg:

:D