Today !!!!!!!!!!!!!

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

u know sara ki naak k bht faiday hain .... ek tou kuch b naap skatii hai .... dusri ... is k ghar waloo koo almiroo ki zarorat nhi partii .. sab kaparay is ki naak prr tang daite hain ... haha

Mein nay Malaria say bacho kay liye insect killer ka spray kia hay

Queen Malaria apni jaan say hath dho baithi hay aur bud rooh bun chuki hay :devil:

Jhara Paa key bus honay walli hay :yahoo:

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

apni khoobiyan bayan kr rhy ho good

chal oyee nahosat mariii … jandli khoonkhawar .. khooni .. wehshi aurat

or sunoo is k kaan itne lambay hai is ko kambal ki zaroat hi nhi parii ...raat ko sote hue ek kaan apnay opper lay leti hai ...... haha

Tumhari Aunty Malaira ko tou mein bissti kar kay maar chuka hoon

Aur Sarmad kay hathoon tumhari durgat daikh daikh kar taras aa raha hay tum par :barbie:
Oye Sarmad mairay yaar Ittni bisit nah kar Paa key kah Bissti bhi Sharma jay :hayaa:

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

tum dono manhoos ho kalio zubano waly
ye sarmad ki sdhakal dekh kr to wesay hi ultiyan ati hen god

or u ki to jb maliha se hoti he na to maza aa jata he

Tou yaar yah apnay kanoon say naak saaf keon naheen karti hay :omg:

Sarmad yah naak bhi apnay kanoon say saaf karti hay :omg:

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

kya yaar abhi tou shuroo hua hoo ......... aaj tou sara pa ji .. bistiiii day hai .... hehe

or u ki shakal daikh k .. mara hua phir say pharak pharak kr marta hai .. or phir allah mian say khta hai .. allmian mjhe duzak mai bhaig day ... prr sara ki shakal nah dikha ... haha

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

sarmad tmhari nakk aisay he jaisay koi prithivi ki talwar hoti he

Re: Today !!!

^ :champ: that had me in sticthes, i almost choked on my cigarrete! LOL!

bicahriii jab b kehi jatii hai .. her jagha is k kaan darwazay mai phas jate hain .. log or rishtay darr is ko khtehain… sara ya to tum aya hi nah kroo .. agar ana hoo tou apnay kaan ghar prr chor rkrr aya karoo … hehe

or u ki naak ... tou kali mata ki tirshul jaisi hai ....... us say dhiwan b nhi kat skta ... haha

Waisay jitni bisti mein Maliha key kar chuka hoon agar uss mein thori see bhi ghairat hoti tou Chullu bhar paani mein naak dabo kar mar jati but she is very dheet aur insect killer say mari hay :yahoo:

Waisay tou tumhari bhi uss say kum bisti naheen horahi hay Sarmad kay hathoon :hmmm:

Re: Today !!!

^ :k:

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

tum apna mun band rakho or allah toba kro ja k
me to namaz parhnay ja rhi hun abhi
manhoosoo
tarr tarr to bri krty hoi kbhi allah ko b yad kr lia kro

tm logon se bad mein badla leti hun

Bisti Day of Sara , Maliha aur Maya :yahoo: … Maya key qismat achi kay pahlay nikal gai

:omg: O bhai hansa hansa kar maray ga kia :omg:
waisay sara tum apnay kaan chotay kar wa lo

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

oyee baghtay hue jootiya pa k jayee ... har varii .. inj hi nas jandi hai ... samjhi

Re: Today !!!!!!!!!!!!!

is sarmad ki kissi ne kya bisti krni he iski to koi izzat hi nhi he
doob marnay ka muqam he