hain Allah nay unn ko Toubah key Toufeeq bhi naheen di hay kia
Challo yaar hum unn kay liye dua to kar saktay hain na kah Allah unhain Toubah key toufeeq day
yoooooooo broooooooo .. hme koi nhi hra skta ....... sab dum daba k bagh gayee hai .... ya phir apni apni biloo mai ghus gaye hain ... hehe .... chipklyian
Bachpan mein aik mariay hathoon phans gi thi uss key mein nay khoub kut lagai thi aur Woh aab bhi iss forum par me kay peechay panjay jhar kar par jati hay
waisay inn k billon mein paani nah daal kar aa jain