~*~ Today ~*~

Had-eAdab Gustakh , Mairi Shahi Sawari Ko Khota Kah iss key toheen mat karo :snooty:

**Pls. pls. bella G mujhay larkeon Say baat Karnay key tameez sikha dain leekan aisi naheen jaisi iss banday nay key thi **

Aik dafa aik larki nay aik larkay say kaha mujhay aisay propose karay jaisa kissi aur nay nah kia ho :blush:
Larka: Bahan G mujh say shaadi kar g
i :omg:

yaar main nay tou Koi Bad Tameezi naheen key hay :frowning: