Re: ~~ Today ~~
koi larki kaisey zaban band rakh sakti hai ![]()
mission impossible yaar :no:
Re: ~~ Today ~~
koi larki kaisey zaban band rakh sakti hai ![]()
mission impossible yaar :no:
Aab tumharay samnay he hay
… waisay yaar today its again Boyz hold here and I"m going to say its Aam Maafi for girls and they can come here ![]()
Re: ~~ Today ~~
oh yes yah theek hay kuch aur daana waghaira bhi dall do agar sokhi ghass mil jay to buhat sari aa jain gee ![]()
Re: ~~ Today ~~
kahin aleins ney hamla to nahin kar diya aur gals ko kahin ghayab kar diya ho? ![]()
Re: ~~ Today ~~
Naheen Latooo Girls tou Aliens ko mintoon main kha jain gee
don’t worry … Woh dar gain hain mairay danday say ![]()
Re: ~~ Today ~~
barsaat main to maindak (read maindaki) bahar aa jatey hain
yahan ulta hisaab hai :pcg:
Bcoz they knows tigers are around aur bhook key wajah say maindaki honay kay bhi lihaaz naheen karain gay ![]()
Re: ~~ Today ~~
ab mai kitney pages read karoon ![]()
Re: ~~ Today ~~
kia tumhari aankhain ghiss rahi hain read kartay hoye
Re: ~~ Today ~~
I cant go back all hose pages and cath up ![]()
gimme a summary of what happenned ![]()
Re: ~~ Today ~~
Naheen Daita Summary … I"M very busy person ![]()
Re: ~~ Today ~~
busy person on khota…lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz… ![]()
buri baat hai lakiyon aisay baat nhi karety
Re: ~~ Today ~~
sannan
sannan
SANNAN
mai tameez se request ker rahi hoon :@:
werna
Had-eAdab Gustakh , Mairi Shahi Sawari Ko Khota Kah iss key toheen mat karo ![]()
**Pls. pls. bella G mujhay larkeon Say baat Karnay key tameez sikha dain leekan aisi naheen jaisi iss banday nay key thi **
Aik dafa aik larki nay aik larkay say kaha mujhay aisay propose karay jaisa kissi aur nay nah kia ho ![]()
Larka: Bahan G mujh say shaadi kar gi ![]()
yaar main nay tou Koi Bad Tameezi naheen key hay ![]()
Re: ~~ Today ~~
hahahaha
wow sannan
no comments
Re: ~~ Today ~~
![]()
Re: ~~ Today ~~
larkey hotey he beywaqoof hain you dont have to give us proof of that ![]()
![]()
I was telling about me not you ![]()
![]()