Toba,

Ay Tabeeb! Ab to ker de
dawaa-e-dard-e-dil,

Agli baar toba, hum MOHABBAT na kren ge…!

Re: Toba,

:hinna:

Hoti nahin dua qabool tark e ishq ki
Dil chahta na ho to dua main asar kahan

Re: Toba,

buhat gahrai walla sher :lajawab: lutaf aaya parh kar