http://www.paklinks.com/gs/imagehosting/5086446b8dc9db71a0.jpg
Re: To yaad aaoon ga
issi andaaz maiN hotaY thaY mukhaatib mujh saY
khat kissi aur ko likho geY tau yaad aaouN gaa
Aaj tau mehfil-e-yaaraaN pe ho maghroor bahut
Jub kabhi TooT kaY bikhro geY tau yaad aaouN gaa
Shaal pehnaaYe gaa abb kaun december maiN tumhaiN
BaarishoN maiN kabhi bheego geY tau yaad aaouN gaa
Timeless beauty :)
Re: To yaad aaoon ga
Buhat hi Khoob.. :)
Re: To yaad aaoon ga
i like the last shair :k:
Re: To yaad aaoon ga
thanks... yay meri bhi bohot favourite hai :)
Re: To yaad aaoon ga
:hinna:** Khub:hinna: **
Re: To yaad aaoon ga
Very Beautiful.. :)