*
main nigahaye fikar-o-nighah ko kabhi bhool kar bhi sada na do
ye ajeeb shart-e-wafa huwi kay jo tum kaho main wohi kaho
kaye ajnabi teri rah main meray pass say yo guzar gaye
jinhay dekh kar ye tarap huwi tera naam lakar pukar lo
meri arzoo hai kay ek raat bus ek chandani raat main
main khamosh barf wadioo ki udaas banhoo-n main sorahoo
ye hawa na janay kaha kaha bhari dophar main liye phiray
mery barg dil zara thahar ja tujhay ansoo-n say main sainch lo-n
kisi maslehat say bahar khud meray lub kay pass thahar gaye
meri arzoo thi khizaa’n kay khushk, udaas hontoo-n ko choom lo-n
ye safeed phool ki chadrain num-e-shabnami ka bana kafan
mujhy kuch na do yehi rahnay do kay isi gali ki main khak ho-n
Re: ...to whom i love the most .... ;)
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
meri arzoo hai kay ek raat bus ek chandani raat main
main khamosh barf wadioo ki udaas banhoo-n main sorahoo
kisi maslehat say bahar khud meray lub kay pass thahar gaye
meri arzoo thi khizaa'n kay khushk, udaas hontoo-n ko choom lo-n
[/QUOTE]
very nice :)
ps.
Title = ...to whom i love the most .... ;)
Papa kay liay likhi hai ;)
Koyal
July 9, 2004, 3:03am
4
Re: …to whom i love the most …
*Originally posted by chand_chehra: *
*
main nigahaye fikar-o-nighah ko kabhi bhool kar bhi sada na do
ye ajeeb shart-e-wafa huwi kay jo tum kaho main wohi kaho
kaye ajnabi teri rah main meray pass say yo guzar gaye
jinhay dekh kar ye tarap huwi tera naam lakar pukar lo
meri arzoo hai kay ek raat bus ek chandani raat main
main khamosh barf wadioo ki udaas banhoo-n main sorahoo
ye hawa na janay kaha kaha bhari dophar main liye phiray
mery barg dil zara thahar ja tujhay ansoo-n say main sainch lo-n
kisi maslehat say bahar khud meray lub kay pass thahar gaye
meri arzoo thi khizaa’n kay khushk, udaas hontoo-n ko choom lo-n
ye safeed phool ki chadrain num-e-shabnami ka bana kafan
mujhy kuch na do yehi rahnay do kay isi gali ki main khak ho-n
reet
July 9, 2004, 4:42am
5
Re: …to whom i love the most …
ye safeed phool ki chadrain num-e-shabnami ka bana kafan
mujhy kuch na do yehi rahnay do kay isi gali ki main khak ho-n
Beautiful…:k:
*kaye ajnabi teri rah main meray pass say yo guzar gaye
jinhay dekh kar ye tarap huwi tera naam lakar pukar lo .. :k:
*