Re: To those who are ashamed of being Pakistanis or related to Pakistan or Muslims…
sunaa hai k veto power ko yuN jaa’iz kiyaa gayaa k agar aisaa na huaa to sher [USA aur digar maGhrabii mumaalik] ko chhoTe chhoTe mumaalik yakjaa ho kar Hyena pack kii soorat meN khaa jaayeNge…matlab, UNO ko apnii marzii se chalaayeNge.