to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

usay jab yaad aaye ga k saawan lot aaya hai
bula le ga woh mujhko ya khud hi lot aayega

usay jab yaad ayega main kaise muskuRata tha
to aankhein muskuRayengi, ya daaman bheeg jayega

usay jab yaad ayega main kaise naam leta tha
to meRa naam likhega, ya apna bhi mitaayega

usay jab yaad aayega mera khaamosh sa rehna
to sab ko bol dega wo ya khud se bhi chupaayega

usay jab yaad aayega meRa nange sar phirna
to bijli ban k karke gaa, ya baadal baN k chhaye ga

u****say jab yaad aayega mera chalna, mera phirna
to raah meiN khaaR boye ga, ya phir palkein bichayega

3 Likes

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

very nice :k:

thankf for sharing :slight_smile:

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

nice

very nice

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

beautiful… :k:

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

mazay ki hai :k:

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

Salaam
usay jab yaad aaye ga k saawan lot aaya hai
bula le ga woh mujhko ya khud hi lot aayega

Kash khud he aa jata koi :(
nice shiring
thanx NJ

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

NJ, nice poem.

it enables the betrayer to redeem ownself, and see clear as mud, what that person lost.
unfortunately, some people dont see this depth of being trusted and as matter of factly leave after they have gotten what they wanted out of a person who is honest to them and actually cares about them.
in any event,
thanks for sharing.
bst,
Dushwari

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

Woh boli kon aksar yaad ata hai udaasi main
Mian bola kuch puraney raastey, bachpan or ek lerki

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

nice sharing.

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

hummm

buhut khoob :)

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

Beautiful.. :lajawab:
Thnx for sharing.

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

buhat khoob nikami g :)

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

:chai:

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

:bummer:

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

thanks sunny :)

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

thanks shumaisa aj kal kam kam nazar a rehi kahaN hoti haiN ap :slight_smile:

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

nice poem. NJ.
nice poem.

best,

Dushwari

Re: to raah mein khaaR boye ga, ya phir palkeiN bichayega

Very nice jano ji