Are huzoor apni baat kah di aur bye kar diya? Uncle sam ki aadateN aapne bhi apna li lagti haiN. lol…just kidding.
Janab aap thodi se wajahat kijiye apne bato ki. kya Amreeka ne Afganistan pe hamla karne ke liye aapki zameen ka istemaal nahin kiya tha? Kya aapka mulk ne Amreeka ki madad nahiN ki Afganistan ko barbaad karne ke liye?
Aur janab hum intelligent kahaN? Woh to aap aur aapke … Uncle sam haiN.