Wah wah Mohtaram, kya safai di hai apne gunah ki. Khud Amreeka se doller wasool kiye, Khud Amreeka ko sari sahoolate faraham ki…aao hamare mulk me aur barbaad kar do Afganistan ko, qatl karo beqasoor Afgani logo ko, Bomb giraao masoom Afgani baccho pe, aur jab aapko aaina dikhaya ja raha hai to sara qasoor hamare sar par daal rahe hain? Aap to kamaal hai bhai.
Uncle sam hamara chacha hai? Aur aapka…???
Chalo khair, ab ALLAH ko hi ye wajah batana beqasoor musalmano ke qatl ki.