Hope you , bhabhi and kids are doing fine … hoping and praying at the same time though. Yeah its been long we talked and chated, well so many reasons all related to busy-ness …
Khair aap ki narazgi apni jagah if there is any, but to tell the world that you Mr. Bhaand is a wonderful singer… and
I want to hear few songs sung by either Ahmed Rushdi, Akhlaw Ahmed or Masood Rana in your voice, you can chose any you like the best,
Some I like most are
by Msood Raana…
Jhoom aay dil ho, mera jaan-e-bahar aayaga …
Teri yaad agai, gamm khushi main dhall gayay …
Teray bina yooN ghariaan beeten, jaisay centriaaN …
Meray dil ki hay awaaz kay bichra yaar milaiga …
Yaad Karta hay zamana unn insanoN ko …
almost all by Rushdi Marhoom …
specially …
Kabhi to tum ko yaad aiangi …
and all other
by Akhlaq Ahmed …
Saawan aayay, sawaan jaayay …yeh saddioN ka sapna…
Saman wo khuwaab sa saman … wo din kabhi to aiangay …
Daikho yeh kon aa gaya…ban kay nasha chaa gaya …
Sona na chandi na koi mehal …
so please try to sing and post at least some of these song in your madh bhari awaaz, I really like to hear em …
^-- q? aap nay Neelam Ghar main aakar Water Cooler jeetna tha kia ? :s
wo to aik hi peice hain akha pooray mulk main, unn jaisa doosra na bann saka aaj tak, khud wo bhi hairaan hain k aisa kia tha uss FARMAY main kay jo kabhi doobara na bana saka unn jaisa koi :s
Dukhti aankhoooN, and behtay kanooN ko Rukhsaana, Sultaana and Tariq Aziz ka salam ...
ziaada dramay nai karain and Akhlaq Ahmed ka aik gaana forunn say paishtar post karain abhi, warna me narazed…and won’t give you my phone number either …
bhai jaan aap ki koi fehmi ghalat ho gai hay
I am Uncle Stalker - Belonging to the Qabeela-e-UnclaaN on GS
Others of my clan are Falker, Walker, Talker, and some aunties…
anwaar qureshi thande kaprey pahente hain phir to muhey un se poochna pare ga ke wo kis store se laite hain kyoonke yaha bahot germi hai aur muhey thande kapron ki shadeed zuroorat hai