To ghalt na samjHay to main kaHo tera shukria kay diya sakooN

***

Meri zindagi meri manzilaiN, mujhay karb maiN nahi darD day
Mujhay to dekha wohi rastA, jo safr kay badH garooR day

Wohi jazba day jo shadeeD ho, ho khushi to jasay kay eiD ho
kabhi gham milay to bla ka ho, mujhay woh bhI ek sarooR day

Jo barhay to barh kar banay janoo’n Mujhay woh khalish bhi zarooR day

Mujhay tonay ki hai atA zubaaN, Mujhay gham sunanay ka ghaM kaha
Rahay unkahi meri dastaaN, mujhay nuttq par woh abooR day

Re: To ghalt na samjHay to main kaHo tera shukria kay diya sakooN

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

*

Meri zindagi meri manzilaiN, mujhay karb maiN nahi darD day
Mujhay to dekha wohi rastA, jo safr kay badH garooR day

Wohi jazba day jo shadeeD ho, ho khushi to jasay kay eiD ho
kabhi gham milay to bla ka ho, mujhay woh bhI ek sarooR day

To ghalt na samjHay to main kaHo tera shukria kay diya sakooN
Jo barhay to barh kar banay janoo'n Mujhay woh khalish bhi zarooR day

Mujhay tonay ki hai atA zubaaN, Mujhay gham sunanay ka ghaM kaha
Rahay unkahi meri dastaaN, mujhay nuttq par woh abooR day
[/QUOTE]

**

Bohat Khoob Chando Jee,
Thanks for sharing! :)

zabardast… :k:

PS: nuttq ka kiya meaning hai :hehe: j/k

gosh chandoo I love to tease you :blush:

Re: To ghalt na samjHay to main kaHo tera shukria kay diya sakooN

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

**

Mujhay tonay ki hai atA zubaaN, Mujhay gham sunanay ka ghaM kaha
Rahay unkahi meri dastaaN, mujhay nuttq par woh abooR day
[/QUOTE]

nice one chanu gggg..:)

Nuttq means speech or power of speech, or you can say quwwat e goyaaai in Urdu :hehe:

Beautiful...........

Re: To ghalt na samjHay to main kaHo tera shukria kay diya sakooN

CC :k:
Buhat khoobsurat ghazal hai..har ek verse kamal kee hai..I think one of its verses is missing here!

Buhat Khoob:k:..

Re: To ghalt na samjHay to main kaHo tera shukria kay diya sakooN

[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *

**

kabhi gham milay to bla ka ho, mujhay woh bhI ek sarooR day

[/QUOTE]

ahh.
nice :)

its Beautiful ,Thanks for sharing Chanda:)

Kia kehnay..:k:

bhut khoob chandoo :k:
thxs 4 sharing :slight_smile:

Bahut khoob :k::k::k:

thankooooooo every1 :flower1:

GTG :stuck_out_tongue:

wiseguy thanks :slight_smile:

**superglue :hug:

nice:biggthumb

You are welcome Chando Ji! :slight_smile:

Re: Re: To ghalt na samjHay to main kaHo tera shukria kay diya sakooN

thanks cap for liking it and … here is the last shair

Ye jo zulf teri ulajh gaye, woh jo thi kabhi teri dhag gaye
Main tujhay sanwarooN ga zindagi meray hath main ye amoor day

:eek: :eek: :rolleyes: :bukbuk2:

:blush:

:k: