Titliyoon ka mosam
**titliyoon k mosam main noochna gulaboon ka **
**reet iss nagar kee hai aur janay kab sa hai **
daikh kar parindoon ko bandhna nishanoon ka
**reet iss nagar ke hai aur janay kab sa hai **
shahar ka yeh bashinda, nafratoon ko boo kar bhi
**intizaar karta hain , fasal ho mohabbat kee **
**bhool kar hakeekat ko, dhoondna suraboon ka **
**reet iss nagar kee hai aur janay kab sa hai **
**tum abhee naya ho na, isee liya parashaan ho **
**aasmaan kee janib, iss tarha mat dakhooo **
**aaftain jab aani hoon, tootna sitaroon ka **
**reet iss nagar kee hai aur janay kab sa hai **
**khamooshi mara shawa, guftagoo hunar un ka **
**mari ba-gunahi ko looog kasa manain gay **
**baat baat par maangna jawaboon kaa **
**reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai **
**ajnabi fizayoon main, ajnabi musafir sa **
**apna har tayalluq ko daimee bana lana **
**bicharna jab uss ka too maangna duayoon ka **
**reet iss nagar ka hai aur jana kab sa hai **