*
tishnagi ankhoo-n main aur darya khyaloo-n main rahay
hum nawa gar, khush rahay jasay bhi haloo main rahay
is qadar duniya kay dukh aye khubsurat zindagi
jis tara titli koi makri kay jaloon main rahay
dekhna aye rah nord-e-shooq! koh-e-yar tak
kuch na kuch rang-e-hina paoon kay chaloon main raha
hum say kyu mangtay ho hisab-e-jaan koi jub umer bhar
kon hain, kya hain, kaha hain? inhi sawaloon main rahay
ishq main dunia gawaye hai na jaa-n di hai faraz
phir bhi hum ahl-e-muhbaat ki misaloon main rahay
is qadar duniya kay dukh aye khubsurat zindagi
jis tara titli koi makri kay jaloon main rahay
two thumbz up chanda jee .. :k: ..
Aryaan
3
Zabardast chand_chehra.:k:
Nice :)
Teray ishqay nay sajraan sanu mar stuiyaaa
ni sanu mar sutiya
ni sanu mar sutiya
ni sanu mar sutiya
tishnagi ankhoo-n main aur darya khyaloo-n main rahay
hum nawa gar, khush rahay jasay bhi haloo main rahay
v nice chando g..:)
reet
10
tishnagi ankhoo-n main aur darya khyaloo-n main rahay
hum nawa gar, khush rahay jasay bhi haloo main rahay
very nice…:k::k:
thnx 4 sharing…