Timepass

Re: Timepass

:wsalam: jite rahien khush rahien
kese hain aap
ye lain :chai: piain suba subha

Re: Timepass

nai bachpan say e :@:

ab kaya howat jb chirhyaan chug gai khait :@:

Re: Timepass

ab bilkul nai lagta pehle shayad thora sa lagta tha :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

Uhto bagho masoom poetry walo zalim Sannan aa raha hai.

Re: Timepass

:hehe:
aap nay ghalat kaha :nahi:
yah iss tarah
Zalimoon Sannan Aa raha hay :hbk:

Re: Timepass

Thank you jee

Re: Timepass

Nahin sahee kaha, zalim aap hain masoom poetry walay nahin. :emmy:

Re: Timepass

Zalim sannan e theak hay :snooty:

Re: Timepass

Always welcome ji

Re: Timepass

aur boss ki biwi mazloom :omg:

Re: Timepass

Sannan Bhai daikh lain sirf e nai sab aap ar aap k boss ki BV k chakar k bare baat kar rahe hain :@:

Re: Timepass

Bilkul naheen :nahi:

Koi aik peotry walla kah day yah … aap ko ehsan uncle ko nikaal kar :emmy:

Re: Timepass

ji main kisi chakkar ki baat nahi kar raha....

ye to IS bhai kadimag drame dekh kar kharab hogaya hai:D

main to zulm ki baat kar raha hun..................

Re: Timepass

ar agr kesi ne keha diya pir :@:

Re: Timepass

ALLAH ka sukar hay mujhe dramay daikhne ka koi shouq nai hay :@:

Re: Timepass

:eek: fir aap itne smart kaise hogaye :omg:

Re: Timepass

mai ar smart :@: mai tu acha khasa mota hon :@:

Re: Timepass

Yah shadi shuda jo hoye :omg: baqi aap khud samjhdaar hain :rotfl:

Re: Timepass

main aqal waali smartness ki baat kar raha tha…

khair jawab to mujhe mil gaya :omg: :rotfl:

Re: Timepass

copy cat :@: