Timepass

Re: Timepass

tum bye bye kyoon ker raho ho :faizy:

Re: Timepass

IS bhai khud he hath hila kar bye bye kar rahay hain :cobra:

Re: Timepass

Jiti rahien khush rahien
mai theak ALLAH ka sukar hay
aap kesi hain

jite rahien khush rahien
lagta hay aaj aap k pass kuch kaam agaya hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

mai tu hi hi kar raha hon :stuck_out_tongue: :@:

Re: Timepass

woh tum say milnay ke baad becharay haye haye ker rahay hian :omg:

Re: Timepass

jeetay rahein khush rahein aap bhi duaon kaa shukria:)

Re: Timepass

haan :aj: my boss wife :frusty: I wanna kill her yaar :2guns: :mad3: :sadaf:

:hehe: main nay kounsa mirchoon walal salan khilaya hay inn ko :emmy:
mujh say mil kar buhat khush hotay hain loog … opar opar say :rotfl:

Re: Timepass

mujhay kaya pata kis kisam ki mrichi lagai hai tum nay IS ko :wink: magar haey haye bari hai :omg: Opar opar janay ki baat naa karo Sannan :naak:

Re: Timepass

ye to abi gaaiabana milna tha agr sai milte to pir kaya haal hota :eek:

Re: Timepass

Sukriya aor welcome :)

Re: Timepass

phir aap yahaan naa nazar aatay bas bhaag jaatay :omg: Begum pakar ker laati aap ko

Re: Timepass

aap ne shadi kar li apni boss se ar bataya b nai :@:

Re: Timepass

mai tu hari mirchian barhe shoq se khata hon :@:

Re: Timepass

agr main yaha nazar na ata tu pir kaha nazar ata :@: ar begum kyo pakar kar lati mujhe :@:

Re: Timepass

Sannan ke kauf ki waja say aap bathroom mein band ho jaatay :omg:

Re: Timepass

muje darawni cheezoon se ab dar nai lagta coz meri shadi jo ho gai hay :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass

Shadi kay baad na :omg: :rotfl: Uff tuk naheen kartay :hehe:

:aj: :frusty:

aur udhar key environment gandi kartay :omg:

Re: Timepass

:wsalam:
aap khud to uth jaina copy paste uncle :cobra:

Re: Timepass

Yah aay nah line par :omg: :rotfl: