Timepass

Re: Timepass

Walaikum Assalaam Hamaray mazaaj bas theek hain :naak:

Re: Timepass

ap ko kia hoa aapa :hugz:

Re: Timepass

mere tarf se bh sunana aj kal mere net bhi yah haal hi

Re: Timepass

Allergies ney damagh kharaab ker diya hai :crying: Tabiyat theek hi nahi ho rahi hai :frowning:

Re: Timepass

es *aapan * ko bh pucho :emmy: :teary2:

Re: Timepass

**bas! kia matlab? ab BUS se baRii to car nahiiN hotii! shukr kareN k tabii’at ****BUS **Theek hai :slight_smile: vaise, kia huaa? :slight_smile:

Re: Timepass

bataya to hai ooper allergies,zukaam,khaansi :naak: sab khuch hai mil ker abhi

Re: Timepass

**hayeN? yeh ulTii gangaa kais ebah niklii…allergy se aap mutassir huiiN…achambhe kii baat hai agar Ghaur farmaayeN to :cb: :smiley:

vaise, take some anti allergy pills and lots of rest and plenty of fluids…iA, u’ll be FINE!!! :slight_smile:
**

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Kuch log abhi tuk soye howey hain, warna yahan post ker detey. :hehe:

Re: Timepass

:wsalam:
mujhay yaqeen tha kah aap mujhay yaad kar rahay hoon gaiy :sunnyboy:

Re: Timepass

Aap kaun? :hmmm:

Re: Timepass

Charsi Baba :cobra:

Re: Timepass

:yawn:

Re: Timepass

:salam:

:chai:

Re: Timepass

:wsalam:

kidhar gayb thi?

Re: Timepass

bas idher udher hi thi :bummer:

ab aa gai hon wapis :smiley:

Re: Timepass

shuker hi m bohat sad hun:teary3:

Re: Timepass

aaaaaaaaawwwwwwww…kia huaa? kia u ko aaj naashta nahiiN milaa? :smiley:

Re: Timepass

jiia net band ho gaya tha phir se:mad:

I miss you :frowning:

Re: Timepass

Bill nahin diya hoga. :nahi: