Timepass

Re: Timepass


maiN to huN...yeh kaun aayaa savere savere vo bhii baGhair naashta kiye huye? :D

Re: Timepass

nashta to abi main ne kar lia :khumar:

Re: Timepass

inni jaldii? popcorn se? :smiley:

Re: Timepass

nai to paratha bana ke khaya :D
aur bhok lagi to kha lia bas :D

Re: Timepass

:yawn:

Re: Timepass

:emmy:
ap ko maloom hai na yahan :yawn: karna mana hai???

Re: Timepass

Allah! paraaThaa ammi ko jagaa ke banvaayaa? bhook bahot lagtii hai u ko? calories to burn nahiiN kartiiN to bhook kaise lagtii hai? i just wonder! it’s a mystery!!! :smiley: :cb:

Re: Timepass

jee nai main ne khud banaya :smiley:

aur us ki image bhi upload kar di :cb:

bas daikh lain Allah ki shan hai haDi main jaan hai :snooty:

Re: Timepass

:yawn: :yawn: :yawn:

Re: Timepass

main ap ko sheer khurma bhi nai khilaon gi :nahi:

Re: Timepass

:yawn: :yawn: :yawn: :yawn: :yawn:

Re: Timepass

*koi asar nai hoa? :konfused:

*​acha :chai: bhi nai bana ke don gi :snooty:

Re: Timepass

:yawn: :yawn: :yawn: :yawn:
:yawn: :yawn: :yawn: :yawn:

Re: Timepass

:frowning:
is smiley ko daikh ke mujy bhi :yawn: start ho jati hain :bummer:

aur ab main bhi :yawn:

Re: Timepass

:omg:

:yawn: :@:

Re: Timepass

kahaN posTi hai? vaise kis mulk kaa naqsha banaa u kaa paraThaa? :cb:

Re: Timepass

thats not fair EB :frowning:

:yawn: ab mujy sona paray ga :frowning:

Re: Timepass

GS pe hi hai khud hi dhond lain :smiley:

Re: Timepass

:yawn: :yawn:

Re: Timepass

:mad:

so jain ap ja kar ab :mad: