Re: Timepass
Re: Timepass
phir theek hai aap khana lein and narazgi khatam ![]()
Re: Timepass
![]()
UZ aapa kesi hain aur kahan Gum thiin ![]()
Re: Timepass
udhar mangnay walo, kya haal hai.
Re: Timepass
bas zinda hain :hinna:
Re: Timepass
kya howa, aaj kissi nay udhaar nahin diya.
Re: Timepass
main ne kisi se udaar le ke mango khaye thy…kisi ne nazar laga di aur main gir gai
wo bhi monh ke bal ![]()
Re: Timepass
Kitni baar manna kiya hai kay udhaar ley ker cheezain mut kharidaa karo. Yehi anjaam hoga.
Re: Timepass
theek hai ab nai mangooN gi udhaar kisi se ![]()
Re: Timepass
Yeh mein pehlay bhi bauhat baar sun chuka hoon.
Re: Timepass
nai ab ki bar pakka promise ![]()
Re: Timepass
ab udhar nai mangoN ki ab qarz lia karon gi ![]()
Re: Timepass
itni chai na piya karain :emmy:
Re: Timepass
jee nahin aap kay waddon ka koi eitabar nahin.
Re: Timepass
acha ap ko to boht achi tarah pata chal gaya ![]()
Re: Timepass
Insaan ko kam-az-kam aek nasha to zaroor karna chahiye ![]()
Re: Timepass
ye fatwa kis ne dia??? ![]()
Re: Timepass
sastey dhaaboN ki chai pi, pi kar bura haal ho gaya tha…ab kuch achi chai mili hey ![]()
Re: Timepass
Amal, ba’qalm khud ![]()