Re: Timepass
utho jago poetry walo. ![]()
Re: Timepass
utho jago poetry walo. ![]()
Re: Timepass
wa elkium salam
or abhi nhi uthna .. ![]()
Re: Timepass
Susat log. ![]()
Re: Timepass
Walaikum Assalaam EB ![]()
Koi hia bhi yahaan ![]()
Re: Timepass
Aap ghalat forum mein aa gayee hain. raasta bhool gaye hon gee. ![]()
Re: Timepass
Chaltey chaltey yoon hi rasta mil gaya hamein
Ab hamein bhola nahi kaha jaa sakta
Re: Timepass
aap kaisay hain Ehsan bhai ? koi cereal koi porridge khaya ke nahi ?
Re: Timepass
kahaan chalay gaye hian aap ? ![]()
Re: Timepass
Ceral aur porridge sirf regular logon koh miltee hai, joh kabhi kabhaar aye uss kay liye nahin. ![]()
Re: Timepass
jo kabhi kahabar aaye us ki to achi cheezein khanay ko milti hain hai naa
Like kababs, haleem, nihari etc. etc.
Re: Timepass
salaam UZ...welcome back...u kii baRii kamii shiddat se maHsoos kii sab ne...ummeed hai k ab anchor Daal ke rukeNgii :D iA :)
Re: Timepass
Unn kay liye kuch nahin. ![]()
Re: Timepass
haan teherna hi parey gaa
kaafi dino sey miss ker rahi hoon routine ko ![]()
Re: Timepass
mein khanay thori hi mein to aap ke liye bana ke lai hoon saath mein ras malai bhi ![]()
Re: Timepass
haN ji…ab aayegaa mazaa nok jhoNk kaa iA ![]()
Re: Timepass
Yeh hoyee na baat. ley ayein jaldi say. ![]()
Re: Timepass
![]()
woh raat ko exercise ziydha ho gayee thi, tou me ka sara dancha dard ker reha hai … ![]()
Re: Timepass
saal mein eik baar exercise karo gey toh yehi ho ga. ![]()
Re: Timepass
me ko b app ki jawani ka daikh k josh char giya tha nah .. ![]()
Re: Timepass
Bachhay jub jwano kee naqal utarein gey toh yehi ho ga. ![]()