Re: Timepass
Restored attachments:
Re: Timepass
wah Khail bahi…ye to aap ney kamaal kar dia…kya idea hey ![]()
Re: Timepass
thankoo…yeh meraa idea thaa par is bandar kii tasveer pe mere hone kaa gumaan na kijiyegaa
kia aHvaal haiN? ![]()
Re: Timepass
Alhamdolillah...:) Aap kesey heiN? :)
Re: Timepass
Alhamdolillah...:) Aap kesey heiN? :)
zinda ba-dast e murda huN alHamdolillah :D kia ho rahaa hai aajkal?
Re: Timepass
Baat kuch samajh nahi aai Khalil bhai ![]()
Re: Timepass
bak rahaa huN junuuN meN kia kia kuchh
kuchh na samjhe Khudaa kare koii ![]()
Re: Timepass
bak rahaa huN junuuN meN kia kia kuchh kuchh na samjhe Khudaa kare koii
Aap ki duwa qabool hui...koi, kuch nahi samjha :D
Re: Timepass
slam paen ye hindukash mai kya fermaya ![]()
Re: Timepass
**jazaak Allah
du’aa kii qubooliyat kaa waqt hai…kuchh maang leN mere liye bhii ![]()
**
Hindu Kush?..abhii vo waqt nahiiN aayaa…lol ![]()
Re: Timepass
![]()
kaise hain aap subbbbbbbbbbbbbbb:cheer:
Re: Timepass
… how are you kiddo? ![]()
Re: Timepass
jazaak Allah du'aa kii qubooliyat kaa waqt hai...kuchh maang leN mere liye bhii
Khuda aap pe apni rehmat karey, mukammal imaan aur achi sehat sey nawazey... Aameen :)
Re: Timepass
:no: not too good:crying:
aap kaise hain?
aur aaj kaisi weather hai poetry section mai:khums:
Re: Timepass
paen koi mushkil nai hai..bas 35 rupay kharchain or mechanique ap k ghar cycle ko hawa bherne a jaye ga ![]()
Re: Timepass
lagta hey kal raat waali daant ka hangover utra nahi abhi ![]()
Alhamdolilah theek, thaak hey…aap ko koi garr’barr lag rahi hey? ![]()
Re: Timepass
w.slam,maan sadkay kitni khushian charrhti hain yahan a k :hinna:
Re: Timepass
![]()
yahan tou sirf udasi he udasi hoti hai:mad:
mujhey humeysha char hi rehti hai:sid:
Re: Timepass
yahan tou sirf udasi he udasi hoti hai
yahan sab ko ijaazat hey jo jesa maahol chaey, wesa bana ley... :)
Re: Timepass
magar yahan ke rehne waley sub udasi ka he mahol banaye rehtey hai
and teen din yahan aaney ke baad mera bhi wohi haal ho jata hai:crying: