Re: Timepass
30 per toh bar pur jawani hotee hai, 40 kay baad asar hona shuru hota hai. Main nay 55 kay baad mehsoos karna shuru kiya kay aab woh himmat aur taqat nahin joh pehlay thee. Kuch diabetes kee wajah say bhi. Positive thinking rakhein aur zindagi koh enjoy karein. Yeh eik baar ka hee mela hai. ![]()