Timepass

Re: Timepass

:emmy:

:wsalam: kaisay hain :chai: piyen.

Re: Timepass

:wsalam: me nai hoon sirf uncle hain 24 years wale :crying::crying:

Re: Timepass

Yeh 14 saal walay teelay nazar nahin aatey. :nahi:

Re: Timepass

bas 24 saal wale nazar atey hain :crying:

Re: Timepass

Jite rahien khush rahien
mai theak ALLAH ka sukar hay
aap kese hain

Re: Timepass

jiti raho khush raho
24 ko 2 se multiply karna bhool gai ho u :crying:

Re: Timepass

Re: Timepass

kaya koi is terha ka b gana bana hay koi k
abi tu main bhudda hon :p

Re: Timepass

Woh aap per fit aye ga. :rotfl:

Re: Timepass

mai tu hon manne kab inkaar kiya
30 k baad banda budda hona start ho jata hay

Re: Timepass

30 per toh bar pur jawani hotee hai, 40 kay baad asar hona shuru hota hai. Main nay 55 kay baad mehsoos karna shuru kiya kay aab woh himmat aur taqat nahin joh pehlay thee. Kuch diabetes kee wajah say bhi. Positive thinking rakhein aur zindagi koh enjoy karein. Yeh eik baar ka hee mela hai. :)

Re: Timepass

hehe theak kaha aap ne
ye tu khud bande per depend karta hay k wo kesa feel karta hay :-)
abi tk tu mai 14-18 KM ki walk araam se kar laita hon

Re: Timepass

:hayaa: Mein toh 1 km kay baad hee :hayaa: ho jataa hoon.

Re: Timepass

last week taqreeban 18 KM ki thi walk warna normally 8-11 KM karta hon

Re: Timepass


**walk or jog? o man, u have some stamina...do you walk that long everyday?

i walk about 5 km Monday to Friday :)**

Re: Timepass

mostly walk baqi 1-2 KM jog
almost daily except weekends or agr mai kai gaya hon tu

Re: Timepass

: KFING: :KFING: koe heyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy:cheer:

Re: Timepass

Koi nahi :yawn:

Re: Timepass

PARIDAAD! mujy JINNO BHUTON se bohat dar lagat hi

Re: Timepass

Jin, bhoot bhi yehi keh rahey the :cb: