Timepass

Re: Timepass

kion ap ko “ban” to nai kar dia gaya :hmmm:

Re: Timepass

mein toh hamesha say hee ban raha hoon.

Re: Timepass

door se dekha ap laptop utha ke ja rahe the
mein ne poocha to bole mm ko ban karna hai

:blush:

Re: Timepass

:wave: :salam:

Re: Timepass

W.salaaam inno paye .. kasa hain??

Re: Timepass

salaam...sab kaise haiN? :)

Re: Timepass

jiti rahien khush rahien
mai theak ALLAH ka sukar hay aap kesi ho

:wsalam: jite rahien khush rahien
kese hain aap
mai theak thaak ALLAH ka sukar hay

Re: Timepass

:salam: utho jago poetry walo, subah ho gayee. :chai:

Re: Timepass

:wsalam: jite rahien khush rahien
kese hain aap

Re: Timepass

:yawn: mera to sonay ka time hoing .. kasay hain sub ?

Re: Timepass

jain aor so jain
oper bataya tu tha mai ne aap ko k mai kesa hon :naraz:

Re: Timepass

:crying:

Re: Timepass

Dur say dekha, eik tilla nazar ayya
kareeb say dekha aap nazar ayye. :rotfl:

Re: Timepass

::crying::crying:

Re: Timepass

meri pic to nai dekh li :omg:

Re: Timepass

Aap kee pic mein aap nazar hee nahin ayee. :hehe:

Re: Timepass

ap ne dekh ke kehna tha kitni masoom c bachi hai MM :blush:

Re: Timepass

:crying::crying::crying::crying:

Re: Timepass

kia hua abhi design nai banane :crying:

Re: Timepass

14 saal kee bachee masoom hee to hogee. :smiley: