Timepass

Re: Timepass

ye place rone aur sone ke liye perfect hai :crying:

Re: Timepass

a gaya wapis :cying:

Re: Timepass

lagta hai ziada kha lia u ne :crying:

Re: Timepass

haan kafi zaida kha liya hay :@:

Re: Timepass

kitna kuch khaya :crying:

Re: Timepass

5-6 rotiyaaan wid daal and chicken jalfarazi

Re: Timepass

acha good :crying:

Re: Timepass

is mai good wali kaya baaat hay :crying:

Re: Timepass

Koi hey???

http://i54.tinypic.com/spkz6h.gif

Re: Timepass

mai hon
liken jane wala hon ab :bummer:

Re: Timepass

*Muneer ab maan bhi lay tu muqaddar ki haqeeqat ko
Jo hay woh bhi zaroori hai jo guzra woh bhi zaroori thaa ...
*

Re: Timepass

:salam:

Kaise hain aap Amal … ?

Re: Timepass

:wsalam:
jite rahien khush rahien
mai theak ALLAH ka sukar hay
aap kese hain

Re: Timepass

Mashallah, Moderator sahab, mein ne tau Amal se poocha thaa, socha aap shayad ja chuke hain … Chalain koi baat nahe, aur sunayain kaisa chal raha hai Moderation aap ka … ???

Re: Timepass

bas jane e wala hon
kuch khaas nai chal raha abi tak :bummer: :sid:

Re: Timepass

Aur sunayain, shadi ki tayyareyaan kaisi chal rahi hain ... ?

Re: Timepass

koan koan hai??? :blush:

Re: Timepass

main toh bilkul nahin hoon.

Re: Timepass

^ap hotay kab hain???

Re: Timepass

kabhi bhi nahin. :nahi: