Re: Timepass
Itnay boring aur khaufnaak kism kay avi lagao gey toh neend toh ayee gee. ![]()
Re: Timepass
Itnay boring aur khaufnaak kism kay avi lagao gey toh neend toh ayee gee. ![]()
Re: Timepass
main ne di vp ne di 1 hi baat hai
kar dain jaldi se ab ![]()
Re: Timepass
nahin, nahin MM kee saza yehi hai kay inhein ban na kya jaye. ![]()
Re: Timepass
kisi me himmat nai hai darpok ![]()
Re: Timepass
ik hi baat kese ho sakti hay aap k sar per baaal hain wo is nehmat se mehroom hain ![]()
pir is se kahien k aram se baith k papers ki tayari kare ![]()
Re: Timepass
mere sar pe b nai hain ![]()
ho gai hai aur nai karni ab ![]()
Re: Timepass
next paper ki kar lo ![]()
Re: Timepass
naheen mujhay yah acha lagta hay
tumhain chaahiye to main aik aur bhi day sakta hoon ![]()
mein nay patriot qisam ka lagaya hay aap key speech say mutasir ho kar
ummed hay aap ka dil title daikh kar to bagh bagh ho gia hoo ga ![]()
Re: Timepass
me off now
Re: Timepass
Aap ko pata hay yah Hamaray Ex-Chief of Army Staff President Zia-ul-Haq Shaheed hain ![]()
iss tarah key batain naheen kia kartay hain shaheedoon key baray main ![]()
Re: Timepass
Daar gaiy kia
![]()
Re: Timepass
hmm ok ![]()
Re: Timepass
Iss behas koh rehnay dein, aap koh meray khayalat ka ilm hai.
Re: Timepass
Iss behas koh rehnay dein, aap koh meray khayalat ka ilm hai.
har 1 ki marzi hai jo b dp rakhein , but i dont like zia ul haq budha baba :P
Re: Timepass
[note]
Siyasi guftugu sey parheiz kareiN!
[/note]
Re: Timepass
Tum ja kar parhaai karo ![]()
Re: Timepass
Ghaib ka Illam to Allah he janta hay ![]()
Apnay say baray logoon ko iss tarah naheen kahtay hain
baqi aap key marzi aap jo cahahain kahain ![]()
Re: Timepass
okay Sir ![]()
Re: Timepass
Us ko bheij kar aap khud bhi gaib ho jaao gi :pcg:
Re: Timepass
Sannan bohat dinoN baad chakkar lagaaya… kidhar hotey heiN aaj kal aap? ![]()