Re: Timepass
Aap koh invite issi liye toh kiya hai khyn kay woh bachon kay janay kee jagga hai.
Re: Timepass
Aap koh invite issi liye toh kiya hai khyn kay woh bachon kay janay kee jagga hai.
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
sub jakar aj kya khaya pakya mai mere khanay check karo aur tareefay karo :@:
Re: Timepass
salaam…maiN ne to yeh post dekhne se pahle hii ta’reef kar dii
kia baat hai u kii maashaa Allah…vaise, sach bataao…u ne hii banaayaa hai na?
![]()
Re: Timepass
g mane hi banya hai .. jhoot kyu bolo gi mai ![]()
Re: Timepass
aaaawwww…jhooT nahiiN…apnaa shak door kar rahaa thaa k aajkal kii nau-jawaan laRkiyaaN itnii hunar-mand kahaN hotii haiN…ab aa gayaa yaqeen
maashaa Allah…vaise, desi-Italian cooking meN meraa bhii koii jawaab nahiiN
Ghuroor kabhii nahiiN kiyaa
to, ham Guppies ko apne pakwaan kab taste karvaaogii?
ham to LA tak bhii aa sakte haiN
hehe…can i invite myself, plzzzzz ![]()
Re: Timepass
![]()
kia hal hain sab ke ![]()
Re: Timepass
Aap joh bhi hain ![]()
Re: Timepass
wa’laikum assalaam janaab-e-gumnaam…maiN ba-fazlahu Ta’aalaa ba-Kahir o 'aafiyat huN…aapkii Khairiyat matloob hai! ![]()
Re: Timepass
main to wohi hon jo main hon. ap koan hai ![]()
hum gumnaam nai hain…![]()
Re: Timepass
jab naam nahiiN to gumnaam hii huye na? ![]()
Re: Timepass
naam se kia laina daina…:hinna:
Re: Timepass
Hum hum hain aur app joh bhi hain wahi hain warna aap na kehtee kay main kaun hoon.
Re: Timepass
naam insaan kii pahchaan hai ![]()
Re: Timepass
aj mai opeeeeeeeeeer
aur oper say Wsalaam to salaam karnay walo ko
asmaan nechay
aj mai agay zamana hai pechay ![]()
Re: Timepass
**maiN bhii aaj uRing
kisko kaun kaisa dikh rahaa hai, it depends on ur vintage point ![]()
u ne merii pichhli post nahiiN dekhii…dekh kar mujhe jawaab deN
hehe**
Re: Timepass
I think I did jawab you.. i was naraz with you for not believing kay woh mane banaya hai ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
Tea time ![]()