Timepass

Re: Timepass

:wsalam:

Do din say baggay say kafee sakoon tha. :emmy:

Re: Timepass

u missed me i know :hula:

Re: Timepass

aj mai oper asaman nechay aj mai agay zamana hai pechay

tell me oh khuda

ab mai kya karo

sir kay bal ya qadar say chaluuu :pagli:

Re: Timepass

main to mars pe hoon :crying:

Re: Timepass

Kya howa? Kissi ka nashta choree ker kay bhagee hain. :hmmm:

Re: Timepass

:hoonh:

mujhay bus ap ka bfast chori karnay ka maza ata .. aur kisi ka nahi

na hi mai ye ezaaz aur kiisi ko dou gi :bobo:

bus aj mai kafi fresh lugrahi ho to isliye feeling good :@:

Re: Timepass

oh mere sona ra sona daydou gi jaan juda mat hona :bobo:

Re: Timepass

Mujhey mars pasand nahin, mein toh kit kat khata hoon ya phir bounty.

Re: Timepass

iss larkee koh aaj kya hogaya hai. zaroor illachi khayee hai, issi liye itni khush hai. :hmmm:

Re: Timepass

Bounty :yummy:… EB share some bounty with me plgggg :@:

Re: Timepass

ye chocolate wali mars nai main ab saturn pe ja rahi hoon :crying:

i like M&M :blush:

Re: Timepass

jitnee chahiye ley lein, meray pass bauhat hain. I love coconut. :yummy:

Re: Timepass

ishq wishq ka chakar to nai :omg:

Re: Timepass

missing coconut :crying:

Re: Timepass

:hehe:

nahi mujhay aj jeenay ka maqsad milgya.. meri khushi double hogaye.. :bobo:

pahlay to mai ap ka bfast chori karti thi ab ap ki chocolate chori karo gi :dixsi:

Re: Timepass

Aa jaein aap koh cadburys world dikha laoun ga. It is only a mile away from my house. Chocolate hee chocolate.

Re: Timepass

mein nay special safe ley ker uss mein rakhee hai. :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

wahan 14 saal ke bache ja sakte hain ya nai pata kara lain :hehe:

Re: Timepass

to kya hua .. mai us mai say bhi ura lou gi :d

Re: Timepass

aj to lagta MM ko husi ka dora para hai :chai: