Re: Timepass
koiiiiiiiiiiii haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii?????????????
Re: Timepass
koiiiiiiiiiiii haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii?????????????
Re: Timepass
^ Aap bhool ker kissi ghalat jagah per aa gaye hain
Re: Timepass
nai main bhol ke nai aai…![]()
mera guzar hota rehta hai yahan se…![]()
kuch khanay ko mile ga???
Re: Timepass
jo b khane ko mille .. us mai mera hisa b rekhna … sab akeli nah kha jana … ![]()
Re: Timepass
tum to ho hi bhokay....mere nana abu khajoor laye hain saudia se...khao ge???
Re: Timepass
kabhi b show off krna matt chorna … ![]()
Re: Timepass
pehlay pichla hisaab clear karo
Re: Timepass
dafa ho jao…
main ne to itni achi offer ki thi:emmy:
ap ko abi bhola nai…![]()
Re: Timepass
Jub tuk clear nahin hoga, bhool nahin skata, aur haan meray restaurant mein aap ka dakhla abhi bhi bund hai.
Re: Timepass
Main ap ke restaurant ke glass walay door ke bahir khari ho ke andar baithay logon ko khata hoa to daikh sakti hon na??? ![]()
Re: Timepass
haan to offer k sath dada jaan k suadi say khajoor laina zaoori tha kiya … ![]()
Re: Timepass
dada jaaan nai nana jaan:mad:
haan wo laye hain to bata dia. main to tumhay sach sach bata rahi thi ![]()
Re: Timepass
acha acha .. roo kyu rehi hoo … layoo day doo nana jaan ki saudi say layiee hui khajoor mai usi say pait bhr loo ga ![]()
Re: Timepass
bhokay foran tayar ho jaya karo…![]()
khana banao khud bhi khao mujy bhi bhej do…![]()
Re: Timepass
gonglo paka loon … ![]()
Re: Timepass
bilkul, bilkul, balkay jub aap kee shaadi ho jaye gee toh apnay mian kay saath aana woh ander aa ker khana khaye ga, aap bahar kaahree ho ker dekhna. ![]()
Re: Timepass
yeh gonglo kahan say aa gaye. ![]()
Re: Timepass
Ehsan bhai itnay zalim to na banain…![]()
ap meri shadi ke bad to mujy aanay dain na. thori si izat hi reh jaye gi UN ke samnay…
![]()
Re: Timepass
khabardar jo tum ne gongloo ka naam bhi lia to ![]()
Re: Timepass
pakistan say aya hai … ![]()