Timepass

Re: Timepass

**begaane FaaKhte kii shaadii meN herexcellency deevaanii :smiley:

filHaal to amiN yeh gaanaa gaa rahaa huN apne dostoN kii shaadii par:

**

Re: Timepass

Hahaha Mujhe toh baut pasand hai shaddi songs… mein yeh wala sun rahi thi thori dare pehlay ..

Re: Timepass


waah bhai, waah! yahaN to shaadi kaa maaHaul ban gayaa hai...koi do log volunteer kareN to ham bhii naacheN, gaayeN aur dhoom machaayeN :D

Re: Timepass

Lo bahi...Ammi mere liye boiled andaa lay k aye hai...mera gala karaab hai....strep throat aur bukhaar ho gaya hai...aur aap toh larhai ja rahai hai kab say...mein namak mirch lagha k kou toh kuch araam aye galaay ko.....

"cries" I love weddings!! koi tissue dae mujhe!!!

Re: Timepass

Aap nahi dance kar hai toh acha reh gah …and i think i speak for everyone when i say that :snooty:

Re: Timepass

"eating anda" ....toh koi larki hai nazar mein...??? Summer mein kar lay aap shaddi acha reh gah baut...mausam bhi acha ho tha hai aur mustaqbil bhi .....

Re: Timepass

raat kay time anda?? :chai:

mane itna long nap lia .. ab mai kya karo :frowning:

Re: Timepass

:salam:

Re: Timepass

w/salaam inno paye … kasay hain??? kya bfast karkay aye hain?? koi achi cheez ka naam nahi lena :asa:

Re: Timepass

anda ka koi time thori hotha hai...subah ya shaam kabhi bhi khaalo...

Re: Timepass

jiti rahien khush rahien
mai theak thaak ALLAH ka sukar hay
aap kesi hain
break fast karne ko dil hi nai kiya cz raat ko mai ne 3 dafa dinner kiya tha :eek: pehle mai ne rice khaiye pir 1 hour baad chicken tikka aor pir raat ko 11 baje pizza :@:

Re: Timepass

:salam: subah subah garam garam :chai: ho jaye.

Re: Timepass

bread and omelette kha raha hoon aur khirkiyan locked hain aur darwazay bhi. :D

Re: Timepass

mane bhi gyro khaya hai. ap kay boring bfast say bohat acha tha :snooty:

Re: Timepass

w.salaam… hum nay kanjoos logo ki chaye nahi peni :snooty:

Re: Timepass

:wsalam: jite rahien khush rahien kese hain
hamri subha subha nai hay ye
is laiye ham nai :chai: nai pini

Re: Timepass

uff tobha 3 bar dinner .. baloon bun jaye gay toray din tak bus :smiley:

Re: Timepass

sirf kanjoos nai balke kanjoos-e-azam

Re: Timepass

g gi wohi .. kanjoos-e-azaam kay bhi abba jana :snooty:

Re: Timepass

NOv tak nai bano ga us k baad beshak ban jaoon :@: