Re: Timepass
Pahlay apni bhook ka illlaj to kar lo
![]()
Re: Timepass
Pahlay apni bhook ka illlaj to kar lo
![]()
Re: Timepass
Depress toh nahin aap toh roh roh ker un becharon koh maar dein gee. :no:
Re: Timepass
MM kee surgery ka naam ho ga “baggay wali surgery”. ![]()
Re: Timepass
ye marz la-ilaaj hai
ronay ka b aur khanay ka b do hi to meri hobbies hain ![]()
nahi marnay se bachaun gi takey doobara b aa sakain mareez ![]()
Re: Timepass
baggay wali sarkar kaisa hai ![]()
Re: Timepass
baggay wali sarkar rakha toh log samjhay gey kay kissi pir ka adda hai aur woh taweez lenay aa jaein gey. ![]()
Re: Timepass
mein part time taweez bhi baicha karoon gi ![]()
Re: Timepass
iss ka illaj u key sis kay pass hay ![]()
Re: Timepass
wakeel ki fees bohat ziyada hai ![]()
Re: Timepass
wakeel key zaroorat paray gi tumhain
Anarai Doctor ![]()
waisay woh bhi muqablay key hogi wakeel ![]()
Re: Timepass
koi nahi meri doosri sis bhi wakeel hai wuh mujh masoom ko bacha lay gi ![]()
Re: Timepass
tum Allah ka wasta surgeon mat ban jana ![]()
Re: Timepass
![]()
koan koan hai ![]()
Re: Timepass
![]()
mein toh nahin hoon, baqi logon ka patta nahin.
Re: Timepass
haan ap to hotay bhi nai itna udhar le lia mujh se ab chupna hi hai ![]()
Re: Timepass
^ Jee haan aap phir udhaar kee
maang lein gee. ![]()
Re: Timepass
itni kanjoosi achi nai hoti ![]()
Re: Timepass
kiun ap ne ban-na hai???logon k paiton main qenchian chorrne k liye ![]()
Re: Timepass
salaam...koi zee rooH banda/bandi hai maujood? :)
Re: Timepass
salam ![]()