Re: Timepass
Kanjooos makhi chooos ![]()
Re: Timepass
Kanjooos makhi chooos ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
aap hameesha khud hi khana ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
yahan to asay ataay hen sub jasay dava khatay hyn
SOBO+DOPEHAR+SHAM
Re: Timepass
u NURSE ho kia? ![]()
Re: Timepass
![]()
Re: Timepass
lo ji…ek aur “Khaab-aawar pill” aa gaiiN
salaam…kaisi haiN? ![]()
Re: Timepass
bohat acchi ho ![]()
pata to hai ap ko achi ho woh bhi bohat ziyda ![]()
ap bhi theeek hogay pata hai mujhay .. khoob khaya bhi hoga aur dishes bhi wash ki hogi kafi ![]()
Re: Timepass
hayeN? :o u to baRii antar yaamii haiN…sab andar ke Haal pataa hote haiN
vaise mujhe kiuN kahaa k amiN “Theek huNgaa” hehe…kia maiN “achchhaa aur bahooot achchhaa” nahiin ho saktaa??? mere paas pic nahiiN hai koi varna maiN paiwast kar detaa ![]()
Re: Timepass
woh isliye kay achi to sirf or sirf mai ho …![]()
baqi sub theeek hain ![]()
Re: Timepass
oye hoye…maashaa Allah…
yeh kis ne farmaayaa yaa yeh aapkaa apna Khayaal hai? vaise, ab iskaa faisla to dekh kar hii kiyaa jaa saktaa hai
hai na? ![]()
Re: Timepass
dekhay ya na dekhay mai sub say acchi ho ![]()
wasay aj ap nay khaya pia kya??
Re: Timepass
**maashaa Allah…looks like you asked the “mirror on the wall” and got an affirmative answer…mubaarak ![]()
aaj to maiN ne Raco khaayaa…aur phir ek nannhaa munna saa saada paraaThaa aur ek shaamii kabaab…Bhaabhii Jaan ne aur mazeed kuchh khaane nahiiN diyaa…abhii bartan dho ke maanguuNgaa kuchh aur…agar de diyaa to kaha luuNgaa iA varna bhookaa hii so jaauuNgaa
**
Re: Timepass
poetry walo, utho jago nashta karo. ![]()
Re: Timepass
![]()
aap kay muhayya karda nashtay say bahtar hay mein sota he rahoon ![]()
Re: Timepass
acha ab khanay ki batain na kary sub .. cuz its bed time now and I don’t want to eat anything ![]()
Re: Timepass
sannan ap nay ye avatar laga kar bhagna ka irada kya hai guppies ko ![]()
Re: Timepass
Aap koh nashtay kee dawat hee nahin dee. Aap sotay rahein.
Re: Timepass
Shukar hai aab khirkiyan bund nahin karnee parein gee.