Timepass

Re: Timepass

there’s nothing heavier then us ladies lol …

wasy Eb bary kanjoos hain ap :naraz:

Re: Timepass

Security guards don’t stop friends :mocking:

Re: Timepass

:salam:

Cricket Match ka kia bana :sunnyboy: Afridi Bhai nay rottay hoye koi khitaab kia kah naheen :omg:

Re: Timepass

:wsalam: Konsa match, kya koi match ho raha tha. :hmmm:

Re: Timepass

You said it. :hehe:

Re: Timepass

sunna hay howa tha match aur Afridi nay hat trick key … chokay khanay key :omg:

Re: Timepass

woh toh Afridi kee puraani aadat hai. :nahi:

Re: Timepass

:yawn: :salam:
uptill now its not a good day :snooty:

Re: Timepass

**wa’alaikum ussalaam bhai.. kaisay haiN aap..? aur aaj to jum’a hai..bohat acha din hai..

sab ko jum’a mubarak..** :slight_smile:

Re: Timepass

Jiti rahien khush rahien
mai theak hon bas mood thora kharab hay BOSS ki wajah se
aap kesi hain
kher mubarak aap ko b Jumah Mubarak

Re: Timepass

:wsalam: Kya howa, khana nahin mila kya?

Aap koh bhi Juma mubarak.

Re: Timepass

salaam :yawn:

Re: Timepass

2nd line par ziyda ghor kary :hoonh:

Re: Timepass

mera to abhi nahi hai juma :yawn:

Re: Timepass

way sonay dia kangna soooda eko jia :nuch:

Re: Timepass

:wsalam:

aap backwards hain toh hum log kiya karein.

Re: Timepass

koi baat nahi isi ek chez mai hum pechay hain :snooty:

Re: Timepass

Jite rahien khush rahiein
mai bagir khaiye 24-28 hours reh sakta hon :snooty:

:wsalam: jiti rahien khush rahien

Re: Timepass

kasay hain inno paye??

Re: Timepass

mai theak ALLAH ka sukar hay aap kesi hain
ar kal goolgappe kha laiye the aap ne :@: