Timepass

Re: Timepass

laraye songs ki :silly:

Re: Timepass

ewwwwww .. i hate this song …:frusty:

Re: Timepass

this song is way better than your song :snooty:

vomit on sarmad’s song yuckkk

Re: Timepass

assalaamo alaikum...jaldi jaldi bataayeN sab k kaise haiN? mujhe jaanaa hai nadiyaa paar :)

Re: Timepass

bachaoo shaant ho jao. :emmy:

Re: Timepass

nadiaa par kyu? koi song gaa rahi hai?

sano nehar walay pul tay bula kay haray mahi kithay rah gya? :nuch:

Re: Timepass

EB I just had lunch .. bhindi gosht ..it was so yumm :yummy:

im also making white rice and sabut masoor :yummy:

i think i was born to eat :hehe: I just can’t think of anything else :bobo:

ap nay bfast kya kia tha aj?

Re: Timepass

**nahiiN nahiiN jii…mujhe dusre shahr jaanaa hai 10 km door aur beech meN daryaa hai…udhar is liye jaanaa hai k:

merii BOSSAN haiN us paar
maiN is paar, vo us paar!!! :D**

Re: Timepass

Boss ko darya maiN dhaka maar k waapis aa jaaeiN :D

Re: Timepass


nai nai...ab me ko qaatil to na banaayeN ji...vaise, idea buraa nahiiN...magar Dar hai k merii tanKhowaah ruk jaayegii to phir maiN roz Hamburger kahaN se Khareed ke khaauuNgaa :D

Re: Timepass

aap khayaali pulao pe aa jaaiye ga :~)

Re: Timepass

hahaha…good idea…magar, “Khayaali Biryaanii” khaate khaate menu meN agar “BooT Pulaao”, “Chappali Kabaab” aur “Ulloo Kaa Qorma” nazar aa gayaa to amiN inna sab kaise khaauuNgaa? any volunteers??? :smiley: :cb: hehe

Re: Timepass

jo bach jaaey hamaray ghar bhaij dijiye ga :D

Re: Timepass

Bhindi, masoor, koi chuj dee cheez na khana. :emmy:

Re: Timepass


tumhaare ghar kaun "bin bulaaye mehmaan" aa rahe haiN? mere andar kaa jaasoos sote se angRaaiyaan lene laga hai :D

Re: Timepass

ham khud mehmaan ban gaey haiN.. Muskaan ko bhi bhook lagi huw hai.. :-p

Re: Timepass

achchhaa…ya’ni k…apne hii ghar maehmaan!..Lillah, Muskaan ko na bulaanaa plz…varna, sookha ishToo do pyaaza seedhaa shorbe waalaa gosht ban jaayegaa :smiley: use khaanoN se door rakkhaa kareN :cb:

Re: Timepass

iss ka jawaab to Muskaan hi de gi :cb:

Re: Timepass

Muskan koh kub bhook nahin lagee hotee. :D

Re: Timepass

masoom si bachi ko khanay daiN :cb: