Re: Timepass
achi baat hay ![]()
PS: ![]()
Re: Timepass
achi baat hay ![]()
PS: ![]()
Re: Timepass
ap b khosh rahein JETAY RAHAIN
kia ho raha hi aj kal
Re: Timepass
jiti rahien khuhs rahien
kuch nai
abi thori dair mai going out side
Re: Timepass
ham bhi theek..JazakAllah.. Shadi ka tayaari kahaN tak pohanchi.. :~)
Re: Timepass
kiskii shaadii Khaana aabaadii ho rahii hai? ![]()
Re: Timepass
IS bhai ki.. mazeed tafseel k liye unheeN say raabta kijiye.. ![]()
Re: Timepass
AOA everyone ![]()
Re: Timepass
ohhhhh what a Good News! IS Bhai mubaarak ho…unkii shaadii kii Khush-Khabarii u ne ham sab ko di…thank you
… kaash shaadiyoN kaa mausam GS par aisaa aaye k koii kaNwaaraa yaa kaNwaarii na bache…aameen ![]()
Re: Timepass
wa’laikum assalaa…aaiye lunch kijiye ![]()
Re: Timepass
nahi nashta ker liyaa ![]()
Re: Timepass
are baba…naashte ke ba’d hii LUNCH hotaa hai
**
Re: Timepass
Porridge kaisee thee. ![]()
Re: Timepass
acha batao lunch mein hai kayaa ![]()
nahi
Mein ney eggs khaay hain ![]()
Re: Timepass
salamz every1 …![]()
Re: Timepass
Aap yahan bhi aa gaye. ![]()
Re: Timepass
dnt worry mai pepsi nhi mangoo ga … ![]()
Re: Timepass
Wassalaam Sardard ![]()
Re: Timepass
aap ka koi bharosa bhi nahin. :no:
Re: Timepass
u me say bhi bari sardard or kamdard bhi … ![]()
Re: Timepass
nhi mai abhi ek pii k aya hoon or ek sath lay k aya hoon … ![]()