Timepass

Re: Timepass

dhuwain mein kuch nazar naheen aaraha hay to kia howa aap nay zaban say bolna hay kah aankhoon say :naraz: Yah Light walla ciggy hay ziyada dhuwan naheen hota hay :sunnyboy:

Re: Timepass

bohat khobsurat:lajawab: :k:

Re: Timepass

@jiia;
Allah ka wasta tamam images ko quote nah karna shuru ho jana :naraz:

Re: Timepass

http://i53.tinypic.com/20rqzjm.jpg

Re: Timepass

http://www.friendskorner.com/forum/photopost/data/500/Barishon-kay-mosam-main-FK.png

Re: Timepass

:emmy:

Re: Timepass

mein ne b nai parhni :barbie:

Re: Timepass

**tum to vaise bhii rone ke ilava kuchh nahiiN kartiiN lol hehe

salaam…kaise haiN sab log?**

Re: Timepass

ronay ke ilawa 1 aur kam b karti hoon :crying:

:wsalam: main sab se achi sab se pyari :blush:

Re: Timepass

sab se pyaarii yaa Khaam Khayaalii? :smiley:

Re: Timepass

sab kahtey hain MM sab se pyari masoom c hai :blush:

Re: Timepass

sab log kitne aafiyat talab haiN!!! tumhaare na rone ke liye kia kia nahiiN kah jaate :frowning:

Re: Timepass

jab kahtey hain mujhe aur rona ata hai poochain kion :crying:

Re: Timepass

kiuN, kiuN, kiuNNNNNNNNNNNNNNN??? … bolo bolo, Tell Tell!!! :slight_smile:

Re: Timepass

Bee jamalo. :emmy:

Re: Timepass

sorry paen har bat nai batai jati :barbie:

Re: Timepass

plz paen itna chalak naam na rakhain :sid:

Re: Timepass

mujhe to jaannii hai :slight_smile: …kia iske liye bhii kisii WIKILeaks kaa sahaaraa lenaa paRegaa? :smiley:

Re: Timepass

bataon gi nai ab :crying:

bagga wala kafi tha :crying:

Re: Timepass

**
kiuN? kia Obama ne man’a kiyaa hai? kia yeh “Classified Info” hai? :cb:**