Re: Timepass
mein hoon na. ![]()
Re: Timepass
mein hoon na. ![]()
Re: Timepass
W.salaam… mai bhi ho ![]()
Re: Timepass
Aab patta hai kay nashtay ka time hai aur bhaggi chaleein ayee. mein nay bhi aaj aap kay aanay say pehlya jaldi say nashta ker liya hai. ![]()
Re: Timepass
tubha tubha din ba din kanjoos hote jarhay hain ![]()
me no like you anymore ![]()
Re: Timepass
Aisa bhi hota hai.![]()
Aaj toh subah subah rus malai bhi thee. ![]()
Re: Timepass
mere sath bana kar rakhtay to mai ap ko apnay hath say bani rus malaye khilati ![]()
Re: Timepass
aisee baat hai toh aa jaein, mil ker nashta kartey hain. ![]()
Re: Timepass
:nono: ab nahi maan rahi mai ![]()
teasing EB by showing pic of my rusmalaye
http://a1.sphotos.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-snc4/163710_1403074416561_1823386396_715622_3738116_n.jpg
Re: Timepass
![]()
Aa jaein garam garam croissants hain aur
bhi, saath mein rus malai bhi ley ayein. ![]()
Re: Timepass
khani hai ![]()
Re: Timepass
Loh jee baggay dee kamee see soh owee poori ho gayee. ![]()
Re: Timepass
mein to ap ko tang karne ae hoon ![]()
Re: Timepass
na na mai abhi ye akeli khao gi ap ko dekha dekha kar ![]()
Re: Timepass
pamper bhi wet hogya ro ro kar .. chalo ama say change kara kar aoo ![]()
Re: Timepass
aap ka bagga hee kaafi hai.
Re: Timepass
na na mai abhi ye akeli khao gi ap ko dekha dekha kar :p
darwazay, khirkiyan sub khulein hain. Cahlein rus malai bejh dein, aggar khud nahin aana.
Re: Timepass
pehlay ras malai ki recipe batain ![]()
jee
i like your ghussa as well ![]()
Re: Timepass
How did the exam go.
Re: Timepass
hmmmmm .. acha theek hai lakin me still naraz with you ![]()
Re: Timepass
eb ko gussa kub ata hai?
aur jub tum nay banna hogi tub daydogi ![]()