Timepass

Re: Timepass

I like jheels..lake.. flowers :-d

Re: Timepass

salaam...sunday kaisa jaa rahaa hai? :)

Re: Timepass

w/salaam .. sunday bus chala gya asay hi :naak:

Re: Timepass

to, kiuN jaane diyaa? pakaR lena thaa umr bhar ke liye :smiley: salaam…kaisi haiN? :slight_smile:

Re: Timepass

tareeqa bata dain next week phir pakar kar rakho gi :naak:

achi ho bohat woh to ap ko pata hai na :blush:

ap kasay hain?

Re: Timepass

Allah ka karam hai…vaise, maiN Khud na pakaR ke baiThuuN aur agle hafte aapko bech duuN…raqam kharii kar luuN :slight_smile: aajkal hunar ka zamaana hii nahiiN rahaa…sab be-hunar aur be-hunrii…hehehe…:slight_smile:

Re: Timepass

burp alhamdulillah

Re: Timepass

ap kay ideas sun kar bary bary logh be hunar hojaye :p

Re: Timepass

:salam: poetry walo, utho jago subah ho gayee. Nashtay kee tayyari karo. :chai:

Re: Timepass


achchhaa hai na...apni biraadarii baRhegii :) aaj Hasb-e-ma'mool khaanaa banaane ske silsile se menu ka to koi masalah nahiiN hai na? :D

Re: Timepass

wsalaam eb :chai:

kya hai bfast mai??

Re: Timepass

Jee nahin, aap koh nahin batana, aur meray darwazay aur khirkiaan locked hain. :snooty:

Re: Timepass

nahi mane kal hi 3 dishes bana li thien.. aur aj un 3 mai say mane ek aur new chez bana li soo.. shukar hai aj free guzra din :D

Re: Timepass

sheshay ki khirkiya lock karli to kya hua .. mujhay dosra tareeqa bhi ata hai :dixsi:

Re: Timepass

experienced chor lagtee hain. :nahi:

Re: Timepass

oh to mashaa Allah ab hoshiyaar ho gaiiN…“pre-emptive cooking”…eh? :smiley: to aaj Abbu ne u ko shaabaashii men kia diyaa? :cb:

Re: Timepass

ap ka bfast mere say nahi bach sakta :devil:

Re: Timepass

Mein nay aaj breakfast kerna hee nahin. :snooty:

Re: Timepass

unho nay chup karkay kha lia koi new demand nai ki .. yehi shabashi kafi thi :aisha:

Re: Timepass

:naraz: kanjooos EB :mad: