Timepass

Re: Timepass

aj mane corn aur atay ko mila kar partha banae aur shami kabab kay sath khilaye..
lakin papa bary sary huy thay is baat par :hoonh:

Re: Timepass

and mein aap ko brunch items jo mein ney banaye they her giz nahi pesh kerti :p

Re: Timepass

to corn milai hi kyoon :cb: Gand ghola naa :cb:

Re: Timepass

Eik toh porridge dee aur oppar say larai. :nahi:

Re: Timepass

porridge to saza mein milti hai larai naa karoon to aur kaya karoon :crying:

Re: Timepass

gand nahi tha suchi .. ina yum tha us time to nakhry kiye lakin jub mai nap lakar uthi to
khaye huy thay .. try karna bara yum banta :smiley:

Re: Timepass

mujhay kisi nay chor bola :yawn:
choori kay khanay mai aur hi maza hai :evil grin:

Re: Timepass

acha cool makii ki roti recipe batao :D

Re: Timepass

kash aap bhi meri tarah unparh jahil hoti to pata hota :frowning:

Re: Timepass

Is ka matlab tum choori ho :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

ap kah rhaay kay ap ki tarha nahi lakin ap say ziyda ho jo pata nahi :mad:

Re: Timepass

yar indian store par cook aunty ko mane kafi butter lagya
to woh batnay hi lagi thi kay jo owner tha wo agya
warna pata chal hi jata makki ki roti ki recipe ka ..:naak:

Re: Timepass

mai choori methi methi wali :blush: nahi ho:d

Re: Timepass

to tum ney bhi to corn ki hi roti banai thi :konfused: I thought

Re: Timepass

nahi yar its milawat wali roti thi .. confused roti :smiley:

Re: Timepass

yara ye amal kaha hai .. kidhar gaieb hai :konfused:

Re: Timepass

I am missing Amal's amaal :(

Re: Timepass

me too :naak:

us kay bina ronaq nahi lugrahi yaha :naak:

Re: Timepass

:lol: Konfuse roti kaa hi to maza hai :smiley:

Re: Timepass

naa batao mujhe :naak: Amaaaaaaaaaaaal kaahaaaaaaaaaan ho