Re: Timepass
aap ne dair kar di sab main kha gai ![]()
Re: Timepass
aap ne dair kar di sab main kha gai ![]()
Re: Timepass
mujy high fever, bad throat, flu…![]()
Re: Timepass
MM
ab mujy aur banwa ke do
Re: Timepass
Shukar karain marz-e-muhabbat laahaq na huwa aap ko … ![]()
btw, apna khayal rakhain aur araam keejeyey !
Re: Timepass
Get Well Soon
![]()
Fever main sirf narm ghaza milti hai ![]()
Re: Timepass
marz e mohabat ki ab gunjaaish bhi nai..![]()
thanks ![]()
Re: Timepass
medicine do mujy roni sorat…
kesi do ho
to phir kuch narm hi banwa do ![]()
Re: Timepass
please room mein ja kar aram karain idhar jaraseem mat phailain ![]()
Wazara-e-GS ![]()
Re: Timepass
theek hay tum mujh say kuch mangana aab ![]()
Re: Timepass
main achi hoon ![]()
medicine foran nai khani chahiye warna dawai ka assar nai hota ![]()
ye lain Rass with Chai
daliya ban raha hai
![]()
Re: Timepass
main ab sirf chheena karoon gi ![]()
Re: Timepass
tum naheen cheen sakti ho ![]()
Re: Timepass
nai jaon gi
MM daikho is ko mujy janay ko keh raha hai ![]()
Re: Timepass
kya aap burqa pehan ke cycle chala ke dor jaein ge ![]()
Re: Timepass
aap 1 aankh se parh ke doosri aankh sey nikal dain baji ![]()
Re: Timepass
phir main theek kese hon gi ![]()
mujy ras chai nai chahiye:nahi:
daliya meetha hota hai main ne nai khana ![]()
Re: Timepass
haan g hamain beemar mat karain aap ![]()
naheen sirf niqaab keonkah burqay kay sath cycle naheen chalti hay ![]()
Re: Timepass
medicine ke baghaier b ho jaein gi try it
phir jo aap ka dil karta hai kha lain ![]()
Re: Timepass
Kissi say kahein kay gala dabba dey, arram aa jaye ga. ![]()
Re: Timepass
pehlay bhi to chalai thi yaad nai ‘‘abu ye main hoon’’
![]()