Timepass

Re: Timepass

mein sirf restaurant mein jata hoon, cafe mein nahin. :snooty:

Re: Timepass

ye time pass kb se restaurant ban gaya hay :naraz:

Re: Timepass

ar aaj aap sari legs kha ge :crying:

Re: Timepass

koi baat naheen :snooty: aahista aahista aadi ho jain gaiy :sunnyboy:

aap mairay sath Life & Relationship mein aain to Ehsan Sagir g bhi cafe mein aa jaien gaiy :sunnyboy:

Re: Timepass

Lunch time toh aap kya haan hai, aap nay khayee hongee, mein nay toh abhi nashta kerna hai.

Re: Timepass

inho ne pir b nai ana :crying:

abi lunch time main 1 and half hour baqi hay abi
aap ka nashta time hay ye :emmy:

Re: Timepass

main aaloo wala paratha khane lagi hoon :blush:
:crying:

Re: Timepass

sundiyaan wala paratha kyo nai kha rai :naraz:

Re: Timepass

soondiyan sari aap dono jo kha gae :crying:

Re: Timepass

:naraz: main nay sice kahya hoye hain sirf 8 :teary3:

Re: Timepass

mai nai ehsan unkle :barbie:

Re: Timepass

waisay kal maza aaya tha buhat :wink:
aaj bhi maira mood ban raha hay agar koi mairay sath janay par tayaar ho tou :omg:

Re: Timepass

3 aur kha lain takay hamari haari huwi cricket team poori ho sakay :crying:

unki khair hai unko main ghusa dila ke hasab clear karoon gi :blush:

Re: Timepass

shazia sis ko ane dain aor un ko sath le jana aap :smiley: :stuck_out_tongue:

Re: Timepass

kese ghussa dilaoo gi mujhe b bataoo na main ne b dilana hay

Re: Timepass

aap ke bas ki baat nai mere kangri bhai :hehe:

Re: Timepass

thay he sirf 8 :teary3: tum nay paratha daina hay kah hamaisha key tarah cheen kar bhaag jaoon :omg:

sahzia meri shagird :barbie: woh naheen ja sakti hay udhar :barbie:
udhar janay kay liye Babar Shair jaisa hosla hona chahiye :snooty: jo sirf apun ka hay :smiley:

Re: Timepass

main ne half kha liya hai :hehe:

Re: Timepass

khaya hay kah harap kia hay :emmy:
aab tuk to baqi bhi kaifr-e-kirdar tuk phunch gia ho ga :hinna:

Re: Timepass

main ne Princess Kate ki tarah tameez se khaya hai :hehe: