Timepass

Re: Timepass

**miyaaN bhii “ORDER” pe mangvaa deNge, inshaa Allah :smiley: sochtaa huN ek company khol luuN “MAASI.com” ke naam se…inshaa Allah bahooot kaamiiyaab rahegii :slight_smile: you want share in it? :cb:

hmmm…saHeeH kahaa…abbu ko mazeed sambhaalnaa paRegaa…maashaa Allah baRii DOOR ANDESH haiN…door-been lagaa ke! :D**

wa’laikum assalaam wa raHmatullah o baraakaatahu, dozaKh ul Haraam, jannat ul maqaam…kaisi haiN? kahan Ghaayab ho jaatii haiN baar baar…paauuN meN weheels fiT karvaa li hai kia jo ek jagah Thahertii hii nahiiN? :smiley:

ham se bhii kabhii guftugu kar liyaa kato…mere muNh meN bomb nahiiN haiN :smiley: