Timepass

Re: Timepass

Meri had tuk tou bilkul theek suna hay :blush:
Aap say mil kar khushi hoi Aqalmand Sahib :stuck_out_tongue:

Kabhi koshish naheen key :sunnyboy:
keonkah mein nay sunna tha ziyada parhnay say dimagh kharab ho jata hay, leekan mairay pass to pahlay he dimagh naheen tha iss liye kuch aur nah kharab ho jay iss liye apun nay school mein qadam ranja naheen farmay :smiley: :cobra: