Timepass

Re: Timepass

**salaam…hehehe…kia savaa laakh kaa savaal kiyaa hai? yeh savaal to ghar ghar uThtaa hai roz subHo meN jiskaa jawaab kisii ke paas nahiiN hotaa :smiley: …

…aaj aap “ulloo kaa qormaa”, “chappali kabaab” aur “booT pulaao” banaayeN aur mahmaanoN ko khilaayeN :smiley: :cb: ;)**